专业歌曲搜索

Taaron Ka Chamakta - Bali Brahmbhatt.lrc

LRC歌词下载
[01:25.96]Taaron ka chamakta gehna ho
[01:31.68]Taaron ka chamakta gehna ho
[01:37.44]Phoolon ki mehakti vaadi ho
[01:42.90]Us ghar mein khushali aaye
[01:48.61]Jis ghar mein tumhari shaadi ho
[01:54.37]Taaron ka chamakta gehna ho
[02:00.28]Phoolon ki mehakti vaadi ho
[02:05.84]Us ghar mein khushali aaye
[02:11.26]Jis ghar mein tumhari shaadi ho
[02:21.52]
[02:23.19]
[02:26.12]
[02:45.43]Yeh phool tumhare zevar hai
[02:51.29]Yeh chaand tumhara aaina
[02:56.95]Tum jab aise sharmati ho
[03:02.46]Dulhe ka dhadakta hai seena
[03:08.43]Har aaina tumko dekhe
[03:14.29]Tum toh aisi shehzadi ho
[03:19.70]Us ghar mein khushali aaye
[03:25.46]Jis ghar mein tumhari shaadi ho
[03:35.06]
[03:35.57]
[03:36.08]
[03:36.59]
[03:37.19]
[03:42.35]Meri behna hai phool baharon ka
[03:45.43]Meri behna hai noor nazaron ka
[03:48.26]Meri behna ke jaisi koi behna nahi
[03:51.04]Bina iske kahin bhi mujhe rehna nahi
[03:53.97]Jaise hai chaand sitaron mein
[03:56.85]Meri behna hai ek hazaron mein
[03:59.69]Hum jaise bhole bhaalo ki
[04:02.56]Yeh duniya toh hai dilwalo ki
[04:05.55]Yeh duniya hai dilwalo ki
[04:11.16]Yeh duniya hai dilwalo ki
[04:17.23]Taaron ka chamakta gehna ho
[04:22.94]Phoolon ki mehakti vaadi ho
[04:28.34]Us ghar mein khushali aaye
[04:34.02]Jis ghar mein tumhari shaadi ho
[04:44.53]
[04:48.66]
[04:48.66]
[04:52.08]Khushiyon ke mahalon mein baitho
[04:58.24]Koi gham na tumhare paas aaye
[05:03.85]Na umar ka pehra ho tumpe
[05:09.52]Meri dil ki dua yeh rang laaye
[05:15.33]Rab hasta hua rakhe tumko
[05:20.99]Tum toh hasne ki aadi ho
[05:26.70]Us ghar mein khushali aaye
[05:32.32]Jis ghar mein tumhari shaadi ho
[05:38.12]Taaron ka chamakta gehna ho
[05:43.99]Phoolon ki mehakti vaadi ho
[05:49.40]Us ghar mein khushali aaye
[05:55.21]Jis ghar mein tumhari shaadi ho
[06:01.23]Taaron ka chamakta gehna ho
[06:06.79]Phoolon ki mehakti vaadi ho
[06:12.56]Us ghar mein khushali aaye
[06:18.06]Jis ghar mein tumhari shaadi ho
文本歌词
Taaron ka chamakta gehna ho
Taaron ka chamakta gehna ho
Phoolon ki mehakti vaadi ho
Us ghar mein khushali aaye
Jis ghar mein tumhari shaadi ho
Taaron ka chamakta gehna ho
Phoolon ki mehakti vaadi ho
Us ghar mein khushali aaye
Jis ghar mein tumhari shaadi ho

Yeh phool tumhare zevar hai
Yeh chaand tumhara aaina
Tum jab aise sharmati ho
Dulhe ka dhadakta hai seena
Har aaina tumko dekhe
Tum toh aisi shehzadi ho
Us ghar mein khushali aaye
Jis ghar mein tumhari shaadi ho


Meri behna hai phool baharon ka
Meri behna hai noor nazaron ka
Meri behna ke jaisi koi behna nahi
Bina iske kahin bhi mujhe rehna nahi
Jaise hai chaand sitaron mein
Meri behna hai ek hazaron mein
Hum jaise bhole bhaalo ki
Yeh duniya toh hai dilwalo ki
Yeh duniya hai dilwalo ki
Yeh duniya hai dilwalo ki
Taaron ka chamakta gehna ho
Phoolon ki mehakti vaadi ho
Us ghar mein khushali aaye
Jis ghar mein tumhari shaadi ho

Khushiyon ke mahalon mein baitho
Koi gham na tumhare paas aaye
Na umar ka pehra ho tumpe
Meri dil ki dua yeh rang laaye
Rab hasta hua rakhe tumko
Tum toh hasne ki aadi ho
Us ghar mein khushali aaye
Jis ghar mein tumhari shaadi ho
Taaron ka chamakta gehna ho
Phoolon ki mehakti vaadi ho
Us ghar mein khushali aaye
Jis ghar mein tumhari shaadi ho
Taaron ka chamakta gehna ho
Phoolon ki mehakti vaadi ho
Us ghar mein khushali aaye
Jis ghar mein tumhari shaadi ho